Amazon ek aisi website hai jisme badi aur choti sabhi type ke wholesale companies ke product sell hote hai. Ye world ki sabse badi e-commerce website hai jis par A to Z sabhi products available hote hain. App agar business owner hai to amazon seller account bana kar is par apne products bhi sell kar sakte hain. Amazon seller par account banane ke liye ye article padhe - Open Amazon Seller Account
- Amazon India Website Link - https://www.amazon.in/
- Amazon Seller Website link - https://sellercentral.amazon.in/
- Amazon app Link - https://play.google.com/store/apps/details?id=in.amazon.mShop.android.shopping
- Amazon Pay For Business App - https://play.google.com/store/apps/details?id=com.amazon.in.payments.merchant.app.android
Video - Amazon Business Se Kaise Buy Kare?
Aaj hum apko bta rahe hai kaise hum Amazon Business se wholesale rate par product buy kar sakte hain ?
Amazon Business par wholesale product buying Guide
- Amazon Business Dashboard - Aisa apke amazon business ka dashboard hoga iske search bar mai jo apko product buy karna hai uska naam type kare aur search kare, hum apko Example ke liye ek mobile buy karke bata rahe hain.
2. Details - Yaha par aap mobile ki MRP, Deal Price, GST aur product ki full details read kar sakte ho aur Quantity mai Jitne product buy karne hai utne number select karke Add to Cart par click kare
3. Added to Cart - Ab aap Cart par click kare
4. Shopping Cart - Ab aap Proceed to Buy par click kare
5. Business order information - yaha apka PO number optional hai agar apke pass Purchase Order number hai to type kare agar nhi hai to continue par click kare.
6. Select a delivery address - Jis address par aap product delivery chahiye us address ko add kare fir deliver to this address par click kare
7. Choose your delivery options - Yaha par aap continue par click kare
8. Payment method - Isme aap Net Banking, UPI, EMI, Pay on Delivery se payment kar sakte ho
9. Review your order - Ab aap Place your order par click kare
10. Your order - Ab apka product ka place order ho gya hai ise aap your order mein dekh sakte hai
Note - Is tarah se aap kissi bhi product ko Amazon Business se buy kar sakte hai.
Agar aapko ye article pasand aayi ho to aisi hi latest knowledge aur tips ke liye humari website ko subscribe jarur karein.
Apne business ke cashflow aur udhaari ko manage karne ke liye humare app Bahi Khata ko use karein : Download Link - Bahi Khata App
Dhanyavad 🙏