udaan app se wholesale rate par kaise buy kare ?

Udaan App Se wholesale rate par product kaise buy kare ?


Udaan App kya hai ?

Udaan ek B2B marketplace app hai jo wholesalers, manufacturers aur retailers ko connect karti hai. Ye businessman ka network hai. Udaan aap se Shopkeeper / Dukaandaar apni dukaan ke liye koi bhi product bulk mai buy kar sakte hain.

The easy-to-use app gives you the power to:

  • DISCOVER customers, suppliers & products across numerous categories
  • BUY & SELL on your terms – with secure payments & smooth logistics
  • GROW your network through repeats & relationships with like-minded parties

Udaan app aapko kaafi facilities provide karti hai :

  • Great wholesale prices (5 Lakh+ top quality products)
  • Wide range from top sellers & brands (25,000 top sellers across India)
  • Smart returns (Enjoya  simple & hassle-free returns process)
  • Quick doorstep delivery (Get delivery of your orders at your doorstep)
  • Credit upto ₹5 Lakhs

Udaan app Link - https://play.google.com/store/apps/details?id=com.udaan.android

Video - Udaan App ka full review

Aaj hum aapko bata rahe hai kaise hum udaan aap se product purchase / order place karte hai

Udaan App se wholesale mein kaise buy kare Step By Step

  1. Aap sabse pehle Udaan App ko open kare jiska interface kuch aisa dikhega
udaan app ka dashboard

2.  Search products or brands- Mein aap jis product ko kharidna chahte ho us product ka naam type kare uske baad apko bahut sare product aa jayenge , in product mai se jo bhi apko kharidna hai us product par aap click kare

Example ke liye hm apko tenda router purchase karke dikha rahe hai

Humne tenda router search mai likha aur search kar diya ab apko bahut sare roghtar dekhenge inme jo bhi apko pasand hai ap us pr click kare

search
search

3. Select Product - Yaha par hum Tenda N301 Single Band Wireless Router Without Modem ko Select kiya hai is router ki details aap read kar sakte hai , Mini Qty mein aap 5 pcs buy kar sakte ho aur max Qty mai 8427 pcs buy kar sakte ho apko jitne product chahiye + par click utne pcs select kar sakte ho , product ka price aur GST aap neeche image mein dekhe

select product
mini qty , max qty

4. Payment Options - Yaha aap Place Order par click kare , ab apka Order Udaan App par Place ho chuka hai

Payment Options
place order

Note - Is tarah se aap Udaan App se Wholesale mein products buy kar sakte ho

Agar aapko ye article pasand aayi ho to aisi hi latest knowledge aur tips ke liye humari website ko subscribe jarur karein.

Apne business ke cashflow aur udhaari ko manage karne ke liye humare app Bahi Khata ko use karein : Download Link - Bahi Khata App

Dhanyavad 🙏